Monday 5 September 2016

Top Gam Shayari In Hindi Language

Gham Shayari is poetry on sadness and sorowness. People read Gham Shayari when they feel hurt and ignored. Lots of  gham Poetry or Gham Shayari can be see here latest gam shayari in hindi font.



                                      







Dhoka diya tha jab tumne mujhe,
Dil se main naraz bahut thi,
Phir socha ki dil se tumhe nikal dun,
Magar woh dil bhi tumhare paas tha.


Pal beet jayega waqt gujar jayega,
Bas yaadon bhara yeh safar reh jayega,
Na woh log honge na unki baatein hongi,
Yaad karne ko bas woh lamha reh jayega.


Yeh duniya badi bewafa hai samajhna,
Kahin dil lagane ki koshish na karna.
Mere dosto zindagi ek safar hai samajhna,
Kahin thaher jane ki koshish na karna.

Pyaar ne ye kaisa tohfa de diya,
Mujhko gum ne pathar bana diya,
Teri yaadon mein hi kat gayi ye umar,
Kehta raha tujhe kab ka bhula diya.

Rone Ki Saza hai,Na Rulane Ki Saza Ha,
Yeh Dard Mohabbat Ko Nibhane Ki Saza Hai,
Hanste Hain To Ankhon se ajate hain Aansu,
Yeh Ek Shaks Ko Be-Inteha Chahne Ki Saza Hai..



Aagosh-e-sitam mein hi chupa le koi,
Tanha hu tadpne se bacha le koi,
Sukhi hain badi der se palko ki zuban,
Bas aaj to ji bhar ke rula le koi.

ग़म नहीं ये कि क़सम अपनी भुलाई तुमने, ग़म तो ये है कि रकीबों से निभाई तुमने, कोई रंजिश थी अगर तुमको तो मुझसे कहते, बात आपस की थी क्यूँ सब को बताई तुमने।

Read more at: http://shayarifm.com/gam-bhari-shayari
न वो आ सके न हम कभी जा सके,
न दर्द दिल का किसी को सुना सके,
बस बैठे है यादों में उनकी,
न उन्होंने याद किया और न हम उनको भुला सके !!


दर्द ही सही मेरे इश्क का इनाम तो आया,
खाली ही सही हाथों में जाम तो आया,
मैं हूँ बेवफ़ा सबको बताया उसने,
यूँ ही सही, उसके लबों पे मेरा नाम तो आया।



Saath chhod kar gam nahi mujhe,
Gam yeh hai tu meri zindagi me aaya kyun,
Pyar ki iss chhoti si bhool ke liye,
Zindagi bhar mujhe rulaya kyun
Kasoor unka nahi jo dhokha diya unhone,
Aadat to hume hi hai dhokhe khane ki,
Tutega dil ek din, jante the hum,
Fir bhi bhul ki unko chahne ki..


न वो सपना देखो जो टूट जाये,
न वो हाथ थामो जो छूट जाये,
मत आने दो किसी को करीब इतना,
कि उसके दूर जाने से इंसान खुद से रूठ जाये।


Maine zindagi se pucha
Sabko itna dard kyo deti ho.
Zindagi ne has kar jawab diya
Hum to sab ko khusi dete hai,
par ek ki khusi
Dusare ka dard ban jati hai..


जीने की ख्वाहिश में हर रोज़ मरते हैं,
वो आये न आये हम इंतज़ार करते हैं,
झूठा ही सही मेरे यार का वादा है,
हम सच मान कर ऐतबार करते हैं ।

दर्द है दिल में पर इसका एहसास नहीं होता,
रोता है दिल जब वो पास नहीं होता,
बर्बाद हो गए हम उसके प्यार में,
और वो कहते हैं इस तरह प्यार नहीं होता|

दिल का हर राज दे दिया उनको मैहरबान समझ कर,
लगाया मौत को गले से हमने,उनका फरमान समझ,कर ,
वो नादान क्या जाने मेरी दीवानगी कि हद को,
कि हर सितम को सहा है हमने उसका अहसान समझकर|


Humne socha tha ki shayad, hum hi chahte hai tumko,
Par tumhe chahne wala to kafila nikla,
Dil ne kaha shikayat kar khuda se,
Par khuda bhi tera chahne wala nikla.


उसे उड़ने का शौक था..
और हमें उसके प्यार की कैद पसंद थी..
वो शौक पूरा करने उड़ गयी जो..
आखिरी सांस तक साथ देने को रजामंद थी|



नया दर्द एक और दिल में जगा कर चला गया,
कल फिर वो मेरे शहर में आकर चला गया,
जिसे ढूंढ़ता रहा मैं लोगों की भीड़ में,
मुझसे वो अपने आप को छुपा कर चला गया।

Kon kisi ke bina yaha marta hai
Saase to har ek ko leni padti h
Par us zindagi ka bhi kya kare,
Jab har din maut mangni padti h

Meri kabar pe rone mat aana,
Mujhe pyaar hai ye kehne mat aana,
Main duniya main hoon tab tak satao mujko,
Jab main so jao to jagane mat aana.

देख कर मेरा नसीब मेरी तक़दीर रोने लगी,
लहू के अल्फाज़ देख कर तहरीर रोने लगी,
हिज्र में दीवाने की हालत कुछ ऐसी हुई,
सूरत को देख कर खुद तस्वीर रोने लगी।

Dil Tod Kar Hamara Tumko Rahat Bhi Na Milegi,
Hamare Jaisi Tumko Chahat Bhi Na Milegi,
Yun Itni Berukhi Na Dikhlaiye,
Hum Agar Ruthe To Hamari Aahat Bhi Na Milegi..


Kabhi deewane ki dewangi se gujar kar dekha hota,
Kabhi kisi k dil ki gehraiyo se gujar kar dekha hota,
Apne aap se juda kar dete tumhe tumse,
Es mohabbat ke dard se gujar kar toh dekha hota


Dard jigar me uthta hai, koi marham lgane vala nhi
Aag lagti hain dil mein, koi bujhaane vala nahin
Kis se umeed rakhe hum iss bhare jahan mein
Har kisi ne rulaaya iss qadar, koi hansane vala nahi.


Mujhe dard-e-ishq ka mazaa maloom hain,
Dard-e-dil ki inteha bhi maloom hain,
Zindagi bhar muskurane ki dua naa dena
Mujhe pal bhar muskurane ki saza maloom h


खुद को कुछ इस तरह तबाह किया,
इश्क़ किया क्या ख़ूबसूरत गुनाह किया,
जब मुहब्बत में न थे तब खुश थे हम,
दिल का सौदा किया बेवजह किया|


Samet Kar Le Jao..
Apne Jhoothe Waadon Ke Adhure Kisse..
Agli Mohabbat Me Tumhein Phir..
Inki Zarurat Padegi..


Dil ka dard palkon ke kinare mein kaid hai,
Ehsaas unka hawa ke isharon mein kaid hai,
Unhe bhulaye bhi to kaise,
Jinhe pane ki arzoo tute taron mein kaid hai..


Paas aake sabhi dur chale jaate hain,
Hum akele the akele hi reh jaate hain,
Dil ka dard kis se dekhiye,
Marham lagaane wale hi zakham de jaate hain!


Humne socha tha ki shayad, hum hi chahte hai tumko,
Par tumhe chahne wala to kafila nikla,
Dil ne kaha shikayat kar khuda se,
Par khuda bhi tera chahne wala nikla.


ZINDAGI HAI EK JUA
HUM TAASH TO LIYE FIRTE HAIN,
ROOH TO KAB KI NIKAL CHUKI HAI,
HUM LAASH KOMujhe dard-e-ishq ka mazaa maloom hain, Dard-e-dil ki inteha bhi maloom hain, Zindagi bhar muskurane ki dua naa dena Mujhe pal bhar muskurane ki saza maloom hai.. LIYE FIRTE HAIN



Jab Bhi Thokar Lagi Tere Pyar Mein Mujhe, Mujhe Mere Ghamon Ne Sahara Bahut Diya. जब भी ठोकर लगी तेरे प्यार में मुझे, मुझको मेरे गमों ने सहारा बहुत दिया।

Read more at: http://shayarifm.com/gam-bhari-shayari
Jab Bhi Thokar Lagi Tere Pyar Mein Mujhe, Mujhe Mere Ghamon Ne Sahara Bahut Diya. जब भी ठोकर लगी तेरे प्यार में मुझे, मुझको मेरे गमों ने सहारा बहुत दिया।

Read more at: http://shayarifm.com/gam-bhari-shayari
Tum milo na milo milne ka koi gum nhi
Tum pass se nikal jao to milne se kam nhi
Mana ki tumhe kadr nahi humari
Par unse puchho jinhe hum hashil nahi

In Aasuon Ko Apni Palkoh Tak Laaya NaKaro,
Apne Dil Ki Baat Kissi Ko Bataaya Na Karo,
Mutthi Me Namak Liye Ghoomte Hai Log,
Zakham Yeh Dil Ke Kisi Ko Dikhaaya Na Karo!


Dard ka ehsaas janna hai to pyar kar ke dekho,
Apni aankho me kisi ko utar kar dekho,
Chot unko lagegi aansu tumhe aa jayege,
Ye ehsaas jaanna ho to dil haar kar dekho.


Chahenge tumhe par kabhi ruswa na karenge.
Saye se bhi apne kabhi shikwa na karenge.
Puchhenge hawaon se ghataon se tera haal,
Milne ki kabhi dua na karenge..

Vada Karke Tod Dena Unki Aadat Hai, Vada Karke Tod Dena Unki Aadat Hai, Vada Nibhana Humari Aadat Ho Gayi, Humein Bhulane Ki Unki Aadat Hai, Unhe Yaad Karne Ki Humari Aadat Ho Gayi.


Gulshan Ki Bahaaron Par Sar-e-Shaam Likhaa Hain,
Aaj Phir Us Ne Kitaabon Par Mera Naam Likhaa Hain,
Ye Dard Ab Issi Tarah Meri Duniyaa Me Rahega,
Kuchh Toh Soch K Hi Uss Ne Mera Anjaam Likhaa Hain!

  • Kbhi laga wo mujhe sata rahe hai,
    Kbhi laga ke wo karib aa rahe hai,
    Kuchh log hote hai ansuon ki tarah
    Pata hi nhi lagta sath de rahe hain,
    Ya chhod kar jaa rahe hain..


Iss Dard Sey Hum Khelna Ab Seekh Gaye,
Bewafaa K Saath Jeena Ab Seekh Gaye,
Kyaa Bataaye Kiss Qadar Dil Toota Hain Humaara,
Maut Sey Pehle Kafan Humm Odhnaa Seekh Gaye!


  • Kitna aur dard dega bas itna bata de,
    Aisa kar maalik ab meri hasti mita de,
    Yun ghut ghut ke jina maut se badtar hai,
    Kbhi na khule aankhe tu aisi neend sula de.

  • कामयाब व्यक्ति अपने चेहरे पर
    दो ही चीजें रखते हैं l
    “मुस्कुराहट और खामोशी
    मुस्कुराहट- मसलों को हल करने के लिए
    और
    खामोशी- मसलों से दूर रहने के लिए .

  • Humne Bhi kabhi kisi bewafa Se ishq Kiya Tha,
    jhuta Nahi saccha pyar Kiya Tha,
    mera to jivan Hi Badal Gaya Jab Us
    Bewafa ne Kaha, Arey Mene To sirf Majak Kiya Tha..


तन्हाइयों में उसे याद करके मैं आज भी रोता हूँ
वो कहीं और होती है, मैं कहीं और होता हूँ


ना तंग करो इतना, हम सताऐ हुऐ हैं,
महोब्बत का गम दिल पे उठाऐ हुऐ हैं,
खिलौना समझ कर हम से ना खेलो,
हम भी उसी खुदा के बनाऐ हुऐ हैं..


Dard ko chupana na aa saka hume,
Jhuti muskan ke sath muskurana na aa saka hume,
Log to jee lete hai sab bhula ke
Or unhe bhula ke jeena na aa saka hume.


Jo chaha wo na paya humne,
Ek pathar se dil lagaya humne,
Humne ki had se jada mohabbat
Or badle mein sirf dard paya humne.



Ik Khuda Ke Aage Na Jhuke Toh, Dar-Badar Sar Jhukana Pada Hai, Tujhko Apna Banane Ki Khatir, Sabko Apna Banaana Pada Hai.

Read more at: http://shayarifm.com/gam-bhari-shayari
दिल से दिल बड़ी मुश्किल से मिलते हैं!

तुफानो में साहिल बड़ी मुश्किल से मिलते हैं!

यूँ तो मिल जाता है हर कोई!

मगर आप जैसे दोस्त नसीब वालों को मिलते हैं!
Pyar me koi to dil tod deta hai,

Dosti me koi to bharosa tod deta hai,

Zindagi jina to koi gulaab se sikhe,

Jo khud toot kar do dilo ko jod deta hai…
Ab bhi taaza hai zakhm seene mein,
Bin tere kya rakha hai jeene mein,
Hum to zinda hain tera sath paane ko,
Warna der kitni lagti hai zaher peene
mein….

Dard jigar me uthta hai, koi marham lgane vala nhi Aag lagti hain dil mein, koi bujhaane vala nahin Kis se umeed rakhe hum iss bhare jahan mein Har kisi ne rulaaya iss qadar, koi hansane vala nahi.



Gham Nahi Yeh Ke Qasam Apni Bhulai Tumne, Gam To Yeh Hai Ke Raqeebon Se Nibhai Tumne, Koi Ranjish Thi Agar TumKo Toh MujhSe Kehte, Baat Aapas Ki Thi Kyun Sab Ko Batai Tumne.

Read more at: http://shayarifm.com/gam-bhari-shayari
Ik Khuda Ke Aage Na Jhuke Toh, Dar-Badar Sar Jhukana Pada Hai, Tujhko Apna Banane Ki Khatir, Sabko Apna Banaana Pada Hai.

Read more at: http://shayarifm.com/gam-bhari-shayari
Ik Khuda Ke Aage Na Jhuke Toh, Dar-Badar Sar Jhukana Pada Hai, Tujhko Apna Banane Ki Khatir, Sabko Apna Banaana Pada Hai.

Read more at: http://shayarifm.com/gam-bhari-shayari
Unke Husn Ka Aalam Na Puchiye,
Tasveer Ho Gaya Hun Tasveer Dekh Kar,
Tujhe Kya Khabar Teri Yaad Ne Mujhe,
Kis Tarah Se Sata Diya,
Kabhi Akele Me Hansa Diya,
Kabhi Mehfilon Mai Rula Diya.


Tum milo na milo milne ka koi gum nhi
Tum pass se nikal jao to milne se kam nhi
Mana ki tumhe kadr nahi humari
Par unse puchho jinhe hum hashil nahi



Gham Nahi Yeh Ke Qasam Apni Bhulai Tumne, Gam To Yeh Hai Ke Raqeebon Se Nibhai Tumne, Koi Ranjish Thi Agar TumKo Toh MujhSe Kehte, Baat Aapas Ki Thi Kyun Sab Ko Batai Tumne.

Read more at: http://shayarifm.com/gam-bhari-shayari
Gham Nahi Yeh Ke Qasam Apni Bhulai Tumne, Gam To Yeh Hai Ke Raqeebon Se Nibhai Tumne, Koi Ranjish Thi Agar TumKo Toh MujhSe Kehte, Baat Aapas Ki Thi Kyun Sab Ko Batai Tumne.

Read more at: http://shayarifm.com/gam-bhari-shayari
  • Dil ke dard ko dil torne wale kya janey,
    Pyar ki rasmo ko yeh zamane wale kya jane
    Hoti hain kitni taklif kabar ke niche,
    Yeh upar se phool charane wale kya jane..
In Aasuon Ko Apni Palkoh Tak Laaya NaKaro,
Apne Dil Ki Baat Kissi Ko Bataaya Na Karo,
Mutthi Me Namak Liye Ghoomte Hai Log,
Zakham Yeh Dil Ke Kisi Ko Dikhaaya Na Karo!



Dard ka ehsaas janna hai to pyar kar ke dekho,
Apni aankho me kisi ko utar kar dekho,
Chot unko lagegi aansu tumhe aa jayege,
Ye ehsaas jaanna ho to dil haar kar dekho.


Har Udaasi Dil Par Chayi Hui,
Har Khushi Hai Mujse Ghabrai Hui,
Aur Kya Rakha Hai Zindagi Ke Daaman Mein,
Chand Kaliya Hai Vo Bhi Murjhaai Hui.



Jab Bhi Thokar Lagi Tere Pyar Mein Mujhe, Mujhe Mere Ghamon Ne Sahara Bahut Diya. जब भी ठोकर लगी तेरे प्यार में मुझे, मुझको मेरे गमों ने सहारा बहुत दिया।

Read more at: http://shayarifm.com/gam-bhari-shaya
Agar Woh Puchh Lein Humse Kaho Kis Baat Ka Gam Hai, Toh Phir Kis Baat Ka Gam Hai Agar Woh Puchh Lein Humse. अगर वो पूछ लें हमसे कहो किस बात का ग़म है, तो फिर किस बात का ग़म है अगर वो पूछ लें हमसे।

Read more at: http://shayarifm.com/gam-bhari-shayar
Vada Karke Tod Dena Unki Aadat Hai, Vada Karke Tod Dena Unki Aadat Hai, Vada Nibhana Humari Aadat Ho Gayi, Humein Bhulane Ki Unki Aadat Hai, Unhe Yaad Karne Ki Humari Aadat Ho Gayi.


Badi mushkil se bani hun toot jane ke baad,
Main aaj bhi ro deti hu muskurane ke baad.Tujh se mohabbat thi mujhe beintiha,
Lekin aksar ye mehsus hua tere jane ke baad.Ab tk dhundh rhi hu apne andar k us shaks ko
Jo nazar se kho gaya hain nazar aane ke baad.
Khamosh laboo par bhi raaz kuch gehre hote hai
Muskurahat ke piche bhi jakham gehre hote hain
Hastee huyi unn aankhon ki nami ko dekho…..
Jin mein chupe huye hazaro dard gehre hote hain


ज़हर को दूध समझ कर कैसे पिया जाये
दिल हो अगर ज़ख़्मी तो उसे कैसे सिया जाये
जब खुद पर ही यकीन नहीं रहा मुझे
तो तुझ पर यकीन अब कैसे किया जाये
ज़िन्दगी है मेरी बदहाल न जाने कब से
बदहाल हुई ज़िदंगी को अब कैसे जिया जाये


Zehar ko dudh samajh kar kaise piya jaye
Dil ho agar zakhmi to usko kaise siya jaye
Jab khud par hi yakeen nahi raha mujhe
Toh tujh par yakeen ab kaise kiya jaaye
Zindagi hai meri badhaal na jane kabse
Badhaal hui zindagi ko ab kaise jiya jaye


Kon kisi ke bina yaha marta hai
Saase to har ek ko leni padti h
Par us zindagi ka bhi kya kare,
Jab har din maut mangni padti h




दो कदम तो सभी चल लेते हैं पर, ज़िन्दगी भर साथ कोई नहीं निभाता, अगर रो कर भुला सकते यादें, तो हँस कर कोई अपने गम न छुपाता।

Read more at: http://shayarifm.com/gam-bhari-shayari


ग़म नहीं ये कि क़सम अपनी भुलाई तुमने, ग़म तो ये है कि रकीबों से निभाई तुमने, कोई रंजिश थी अगर तुमको तो मुझसे कहते, बात आपस की थी क्यूँ सब को बताई तुमने।

Read more at: http://shayarifm.com/gam-bhari-shayari


ग़म नहीं ये कि क़सम अपनी भुलाई तुमने, ग़म तो ये है कि रकीबों से निभाई तुमने, कोई रंजिश थी अगर तुमको तो मुझसे कहते, बात आपस की थी क्यूँ सब को बताई तुमने।

Read more at: http://shayarifm.com/gam-bhari-shayari

0 comments:

Post a Comment

Twitter Delicious Facebook Digg Stumbleupon Favorites More