here see 2016 Best friendship shayari for your friends, Dosti shayari in Hindi. The greatest gift of
life is friendship. Dedicate a friendship shayari for your friend.shayari-on-dosti-broken-friendship-sms.html
Dard Bhari Sad Shayari on Dosti in Hindi, Broken Friendship Sms, Miss You
Shayari on Yaari Dosti for True Friends, Friendship Breakup Sms for Status.
गुलाब खिलते रहे ज़िंदगी की राह् में,
हँसी चमकती रहे आप कि निगाह में.
खुशी कि लहर मिलें हर कदम पर आपको,
देता हे ये दिल दुआ बार–बार आपको.
Zindagi lehar thi aap sahil hue,
Na jaane kaise hum aapki dosti ke qabil hue,
Na bhulenge hum us haseen pal ko,
Jab aap hamari choti si zindagi mei shamil hue
एक पहचान हज़ारो दोस्त बना देती हैं,
एक मुस्कान हज़ारो गम भुला देती हैं,
ज़िंदगी के सफ़र मे संभाल कर चलना,
एक ग़लती हज़ारो सपने जला कर राख देती है.
Bandh gaye hain jo rishte dil ke dil se,
Zindagi bhar nibhane se na piche hatna hai hume,
Aa jaye kitne bhi tufaan dosti ke raste mein,
Kabhi saath na chodne ki kasam dete hain tumhe..
गुलाब खिलते रहे ज़िंदगी की राह् में,
हँसी चमकती रहे आप कि निगाह में.
खुशी कि लहर मिलें हर कदम पर आपको,
देता हे ये दिल दुआ बार–बार आपको.
Zindagi lehar thi aap sahil hue,
Na jaane kaise hum aapki dosti ke qabil hue,
Na bhulenge hum us haseen pal ko,
Jab aap hamari choti si zindagi mei shamil hue
एक पहचान हज़ारो दोस्त बना देती हैं,
एक मुस्कान हज़ारो गम भुला देती हैं,
ज़िंदगी के सफ़र मे संभाल कर चलना,
एक ग़लती हज़ारो सपने जला कर राख देती है.
Bandh gaye hain jo rishte dil ke dil se,
Zindagi bhar nibhane se na piche hatna hai hume,
Aa jaye kitne bhi tufaan dosti ke raste mein,
Kabhi saath na chodne ki kasam dete hain tumhe..
दोस्ती हर चहरे की मीठी मुस्कान होती है,
दोस्ती ही सुख दुख की पहचान होती है,
रूठ भी गऐ हम तो दिल पर मत लेना,
क्योकि दोस्ती जरा सी नादान होती है…!!!
Suna Hai Khuda Ke Darbar Se..
Kuch Farishtey Faraar Ho Gaye..
Kuch to Vaapas Chale Gaye..
Aur Kuch Humare Yaar Ho Gaye.
लोग दौलत देखते हैं, हम इज़्ज़त देखते हैं,लोग मंज़िल देखते हैं, हम सफ़र देखते हैं,लोग दोस्ती बनाते हैं, हम उसे निभाते हैं.
Wada Na Karo Agar Tum Nibha Na Sako,
Chaho Na Usko Jise Tum Pa Na Sako,
Dost To Duniya Mein Bahut Hote Hain,
Par Ek Khas Rakho Jiske Bina Tum Muskura Na Sako..
हर किसी कै किसमत मै ऐसा लिखा नही हौता ..
हर मंजिल मै तैरै जैसा दौस्त का पाता नही मिलता..
मैरी तकादीर हौगी कुछ खास..
वरना तैरै जैसा यार मुझै कहा मिलता.
Pyaari subah teri aur shaam meri ho,
Din teri aur raat meri ho,
Hasi teri aur udaasi meri ho,
Jab maut aaye to Yaar sirf,
Kabar teri aur usmein laash meri ho.
Dil Ke Zakhmo Par Mat Ro Mere Yaar,
Waqt Har Zakhm Ka Marham Hota Hai,
Dilse Jo Sachcha Pyaar Kare..
Uska To Khuda Bhi Deewana Hota Hai..
गुनाह करके सजा से डरते हैं,
ज़हर पी के दवा से डरते हैं,
दुश्मनों के सितम का खौफ नहीं हमें,
हम तो दोस्तों के खफा होने से डरते है।
कौन कहता है कि
दोस्ती बराबरी में होती है
सच तो ये है
दोस्ती में सब बराबर होते है..!!
Ise duniya mein dost kam milenge,
Ise duniya mein gam hi gam milenge,
Jaha duniya najar fer legi,
Use mode par tumhein hum milenge.
दोस्त दिल की हर बात समझ जाया करते हैं
सुख दुःख के हर पल में साथ हुआ करते है
दोस्त तो मिला करते है तक़दीर वालो को
मिले ऐसी तक़दीर हर बार हम दुआ करते है
Aksar jimmedariya majbur kar deti h apna shehar chodne ko
Varna kon bachpan k sathi aur apno k bina jeena nahi chahta
Dost dil ki har baat samajh jaya karte h,
Dukh sukh k har pal mein sath hua karte h
Dost toh mila karte hain taqdeer walo ko,
Mile aisi taqdeer hr bar hume dua karte h
यूँ मुश्किलों में साथ देते हैं दोस्त
क्यूँ गम को बाँट लेते हैं दोस्त,
न रिश्ता खून का न रिवाज से बंधा है,
फिर भी ज़िन्दगी भर साथ देते हैं दोस्त
Aadat Alag Hai Hamari Duniya Walo Se,
Kam “Dost” Rakhte Hai
Magar
“Lajawab” Rakhte hai
Beshak Hamari Dosti Ki Mala Choti Hai..
Par Phool Us Main Sare “Gulab” Rakhte Hai.
Dosti Ki Raho Main Kabhi Akelapan Na Mile,
Aai Dost Zindagi Main Tumhe Kabhi Gum Na Mile,
Dua Karte Hai Hum Khuda Se,
Tuhme Jo Bhi Dost Mile Hum Se Kam Na Mile.
Na rahe Koi Gila Is Qadar Wafa Denge,
Apki Ek Khushi Ki Khati Anso Tak Baha Denge,
Kabhi Na Bholenge Apki Dosti Ko Hum,
Dor Reh Kar Bhi Apko Dil Se Dua Denge.
Hum wo nahi jo dil tod denge,
Thaam ker haath sath chod denge,
Hum dosti karte hai pani or machli ki tarah,
Juda karna chahe koi to hum dum tod denge.
Ek jaam ulfat ke naam,
Ek jaam mohabat ke naam.
Ek jaam wafa k naam,
Puri botal bewafa ke naam,
Aur pura theka doston ke naam.
Saath Chhod Doge Aap Hamara,
Aisa Toh Hamara Ikrar Nahi Tha,
Log Uthayein Hamari Dosti Par Ungali,
Aisa Toh Hamara Pyar Nahi Tha.
Maine Pani Me Ek Ka Sikka Dala
Aur God Se Ek Pyara Sa Dost Manga
Mujhe Aap Mil Gaye
Aur Upar Se Awaz Ayi
Ek Rupee Me Itna Hi Milta Hai
Hum Khud Hi Chhod Denge Teri Duniya Eh Dost,
Bas Do Char Sanso Ki Aur Ijajat De Do,
Bhale Karna Nafrat Magar Kuchhh Lamhon Ke Liye,
Mohabbat Ka Bharm Toh Rahe Itni Mohabbat De Do.
दोस्ती में ना कोई वार, ना कोई दिन होता हैं,
ये तो वो एहसास है जिसमे बस यार होता हैं|
Kyun muskilo mein sath dete hain dost
Kyun gumo ko baant lete hain dost……
Na rishta khun ka, na hi riwaz se bandha
Fir bhi Zindagi bhar ka sath dete hai dost
Ek Din Aayega Aisa Bhi Yaaro,
Mujhe Yaad Karega Sara Jahan,
Bas Bol Rahenge Mere Geeton Ke,
Mit Jayega Baaki Naamo Nishaa
Dost dil ki har baat samajh jaya karte h,
Dukh sukh k har pal mein sath hua karte h
Dost toh mila karte hain taqdeer walo ko,
Mile aisi taqdeer hr bar hume dua karte h
क्यूँ मुश्किलों में साथ देते हैं दोस्त
क्यूँ गम को बाँट लेते हैं दोस्त,
न रिश्ता खून का न रिवाज से बंधा है,
फिर भी ज़िन्दगी भर साथ देते हैं दोस्त
Khwaish dil se jatai nai jati,
dosto ki yad yuhi bhulai nai jati ,
chalo humhi sms kardete hai.dosto se to taqlif uthai nai jati.
Phoolo me “Gulab” hai,
Guide me “devanand”hai,
Jasusoo me karamchandra hai,
Kya aap me aur mere me koi jung hai?
To sms kyu band hai “DOST”!
Aap ke sath gujara har lamha jab bhi yaad aayega,
Is janam ke baad bhi aap ka khyal aayega,
Agar baksh de bar-bar zidagi khuda,
To tujhse dosti karma ye dil har baar chahega
Waqt k lamhe parinde banke udd jayege,
Par yaado ki nishani chhod jayege,
Dost bante hai or bante jayege,
Par apsa dost hum kaha se layege
Waqt k lamhe parinde banke udd jayege,
Par yaado ki nishani chhod jayege,
Dost bante hai or bante jayege,
Par apsa dost hum kaha se layege
Kuch ache pal yaad aate hai,
Palko par aansu chod jate hai,
Kal koi aur mil jaye to hame bhul na jana,
Dosti ke rishte zindagi bhar kaam aate hai…!!
Itni choti nahi dosti hamari,
Kese soch liya ki kinara aa gaya,
Lo ho gayi mobile me roshni,
Aur Sms hamara aa gaya…!
Musibat ka syrup ho tum,
Tension ka capsul ho tum,
Aafat ka injection ho tum,
Par kya kare, jhelna padta hai,
Kyuki Dosti ka Oxygen ho tum.!
Kya mangu khuda se tumhe paane k bad,
Kiska karu intezar tere aane k bad,
Kyu dosto pe jaan tak luta dete h log,
Mujhe malum hua tumhe dost bnane k baad.
Chand ko gurur hai ki us ke pass noor hai,
To kya hua !
Mujhe bhi gurur hai ki mera dost lagur hai….
Ha ha ha ha
Chand ko gurur hai ki us ke pass noor hai,
To kya hua !
Mujhe bhi gurur hai ki mera dost lagur hai….
Ha ha ha ha
Milo ke faslo me bhi duri na ho,
Baat na ho, aisi majburi na ho,
Meri tamanna hai hum Dost rahein uamr bhar,
Ap bhi dua karna ki ye dua meri adhuri na ho.
Socha Na Tha Kbhi Aisi Dosti Hogi
Sath Mere Aap Jaisi Hasti Hogi
Jannat Ki Galiyo K Khwab Q Dekhu
Agr Hum Sare Dost Sath Honge,
To Nark Me Bhi Masti Hogi
Badal garja par barsaat nahi aayi,
Dil dhadka magar awaz nahi aayi,
Pura din gujarne ko hai dost,
Kya ek baar bhi meri yaad nahi aayi.!
Khuda ne dost ko dost se milaya,
Doston ke liye dosti ka rishta banaya,
par kehte dosti rahegi zindagi bhar,
jisne Dosti ko DIL se nibhaya.
Wada to nahi karte ki dosti nibhayege,
Koshish yahi rahegi ki aap ko nahi satayege,
Jarurat padi to dil se pukarna,
Jaha bhi hoge chale aaye ge!! Dosti ke mayne humse kya poochte ho,
Hum abhi in baaton se anjaan hai,
Sirf ek gujarish hai ke bhool na jana hamein,
Kyuki aapki dosti hi hamari jaan hai.
Ai Dost Humne Tark-E-Mohabbat Ke Bawajud,
Mehsoos Ki Hai Teri Zarurat Kabhi Kabhi!
Zikar Hua Jab Khuda Ki Rehmaton Ka;
Humne Khud Ko Khushnaseeb Paya;
Tamanna Thi Ek Pyaare Se Dost Ki;
Khuda Khud Dost Bankar Chala Aaya!
Milna bichdna sab kismat ka khel hai, Kabhi nafrat to kabhi dilo ka mail hai, Beek jata hai har rishta duniya me, Sirf dosti hi yaha �NOT FOR SALE� hai....
Bahut Kuch Khoya, Bahut Kuch Paya;
Kasam Se Zindagi Ne Bahut Hasaya, Bahut Hi Rulaya;
Par Shikwa Nahi Zindagi Se Humein Koi;
Kyonki Issi Ne Kuch Haseen Dosto Se Bii Milaya!
Posted in: dosti,friendship,shayari
0 comments:
Post a Comment